Ad Code

Maan Meri Jaan lyrics | Champagne Talk | King

    Maan Meri Jaan lyrics

   ( SONG BY KING ROCCO )


Main teri aankho mein udaasi kabhi dekh sakda nai,
    tujhe khush main rakhunga soneya.
 Main tere hotho pe khamoshi kabhi dekh sakda nai,
         sari baatein main sununga soneya.
  tere dil se na, 
   kabhi khelunga
        sare raaz apne,tujhko de dunga 
    Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya 
        mera lagda na jiya tere bager.. 
    Tu maan meri jaan
    main tujhe jaane na dunga 
main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga.




 Tu maan meri jaan 
main tujhe jaane na dunga 
main tujhko apni aankho mein basake rakhunga. 
Tu maan meri jaan (Verse2)
 Main saya banke saath tere rehna 24 ghantey
 Main rehna 24 ghantey (Tere bina dil lagda nai)
 Main aankhon se churalu jana tere jo bhi ghum the  
Haye Tere jo bhi ghum the... 
meri baahon me aake tu jaye nahi
 esi rabb se main maangu duaa... 
tere dil se na,kabhi khelunga 
sare raaz apne tujhko de dunga
 Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya




 mera lagda na jiya tere bager..
 Tu maan meri jaan
 main tujhe jaane na dunga
 main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga.
 Tu maan meri jaan
 main tujhe jaane na dunga
 main tujhko apni aankho mein basake rakhunga.
Tu maan meri jaan...


Maan Meri Jaan lyrics 


VID WITH Maan Meri Jaan lyrics 
 
PUBLISH ON : 13 OCT 2022

Post a Comment

0 Comments