Main Hoon Na
Kiska hai yeh tumko
intezaar main hoon na..
Dekh lo idhar toh
ek baar main hoon na..
-
Kiska hai yeh tumko
intezaar main hoon na..
Dekh lo idhar toh
ek baar main hoon na..
Khaamosh kyun ho
jo bhi kehna hai kaho..
Dil chaahe jitna
pyaar utna maang lo ho..
Tumko milega utna
pyaar main hoon na..
Kiska hai yeh tumko
intezaar main hoon na..
Dekh lo idhar toh
ek baar main hoon na..
--Male--
ke tum ye dekho
Arre kitna mujhko
tumse pyaar hai..
To chup mat rehna
yeh mujhse kehna
Arre koyi kya aisa bhi yaar hai
Dil hi nahin de
jaan bhi de jo tumhein
Dil hi nahin de
jaan bhi de jo tumhein ho..
Toh main kahoonga
sarkaar main hoon na..
--Female--
Kiska hai ye tumko
intezaar main hoon na..
Dekh lo idhar toh
ek baar main hoon na..
Khaamosh kyun ho
jo bhi kehna hai kaho..
Dil chaahe jitna
pyaar utna maang lo ho..
Tumko milega
utna pyaar main hoon na..
Kiska hai ye tumko
intezaar main hoon na..
Dekh lo idhar toh
ek baar main hoon na..
--Male--
Kehne ki ho dil mein koyi baat
mujhse kaho
Koyi pal ho din ho ya ho raat
mujhse kaho
Koyi mushkil
koyi pareshaani aaye
Tumhein lage kuchh theek
nahin haalat mujhse kaho..
Koyi ho tamanna
ya ho koyi aarzoo..
Koyi ho tamanna
ya ho koyi aarzoo ho...
Rehna kabhi na
beqaraar main hoon na..
Kiska hai ye tumko
intezaar main hoon na..
Dekh lo idhar toh
ek baar main hoon na..
Khaamosh kyun ho
jo bhi kehna hai kaho..
Dil chaahe jitna
pyaar utna maang lo ho..
Tumko milega utna
pyaar main hoon na..
Kiska hai ye tumko
intezaar main hoon na..
Dekh lo idhar toh
ek baar main hoon na..
Artists: Sonu Nigam, Shreya Ghoshal
Movie: Main Hoon Na
Released: 2004
Featured artist: Shreya Ghoshal
Nominations: Filmfare Award for Best Male Playback Singer
0 Comments